Skip to main content

Posts

Showing posts from August, 2018

Kamyaab kaun

Kya ham apne zindagi k imtehano me kamyab ho pate hai.??? 1- jab gibat, chugli, ilzam se bachne ka mauka aata hai? 2- jab shikayat karne se rehjane aur sabr bandh lene ka mauka aata hai? 3- jab gussa pijane aur sabr kar lene ka mauka aata hai? 5- jab jalan se bachne aur mohabbat par tike rehne ka mauka aata hai? 6- jab jhoot se bachne aur sachhe bane rehne ka mauka aata hai? 7- jab gandagi se bachne aur apne kam, muamilaat, jism, zehan, jagah me safaai rakhne ka mauka aata hai? 8- jab adal aur insaaf karne aur kisi ki traf jhukao se bachne ka mauka aata hai? 9- jab ilm hasil karne aur galat trike ikhteyar karne se bachne ka mauka aata hai? 10- jab apni aql ko ilm k raste pe chalane aur khwahish ke sath razi na ho jane ka mauka aata hai?

heart

Your heart is preoccupied by Allah Alone. You do not need to have someone to talk to. You can talk to Allah in your heart. He does not respond you in humanitarian way but He makes every thing work for you. He turns everyone affectionate towards you.

Feeling

Sweet feeling of love or bitter feeling of hatred, both originate in our body, does not come from someone outside. You must be the master of your feeling to arouse. None is there to be account for. When you think you are in love you feel sweet, no matter you have seen him/her/Him or you have heard him/her/Him say anything to you. Anything belonging to him/her/Him stimulate your feeling because you have believed you are in love.

Charity

Since the system of Allah starts working from beyond the limit of human mind, there is no need to check whether it comes in your intellect or not for beleiving in what is said by Allah or Mohammad(PBH). Now there is sayings in the holy Quraan that giving returns back in manyfolds, reduces miseries, we must do without thinking how it would be.

Khud Ehtamadi

Khud Ehtamadi = Khuda Ehtamadi Allah ne insaan ko sirf Niyat aur Koshish par ekhteyar diya hai. Kamyabi apne pas rakhi hai. Jab Insaan ka ta'aluq khuda se mazboot hojata hai. Usko khuda par pura ehtamad ho jata hai ki Wah sachhi mehnat aur nek niyat ko zaya nhi karta to wo khud ehtamadi dikhana shuru karta hai. Uska khud ehtamad fauladi hota hai jabki wo khuda k samne mohtajgi zahir karta rehta hai aur duago rehta hai.